% Text title : Gangasahasranamastotram 3 from Skandapurana % File name : gangAsahasranaAmastotram3.itx % Category : sahasranAma, devii, nadI, stotra, devI % Location : doc\_devii % Proofread by : Rajesh Thyagarajan % Description-comments : akArAdikShakArAnta % Source : Skandapurana, kedArakhaNDa. Puranom Mein Ganga % Latest update : November 12, 2021 % Send corrections to : sanskrit at cheerful dot c om % % This text is prepared by volunteers and is to be used for personal study % and research. The file is not to be copied or reposted for promotion of % any website or individuals or for commercial purpose without permission. % Please help to maintain respect for volunteer spirit. % \documentstyle[11pt,multicol,itrans]{article} #include=ijag.inc #endwordvowel=.h \portraitwide \parindent=100pt \let\usedvng=\Largedvng % for 1 column \pagenumbering{itrans} \def\engtitle#1{\hrule\medskip\centerline{\LARGE #1}} \def\itxtitle#1{\medskip\centerline{\LARGEdvng #1}\medskip\hrule} \def\endtitles{\medskip\obeyspaceslines} %% \begin{document} \engtitle{.. Ganga Sahasranama Stotram ..}## \itxtitle{.. ga~NgAsahasranAmastotram ..}##\endtitles ## pArvatyuvAcha \- deva deva mahAdeva bhaktAnAM prItivardhana | kAni nAmAni proktAni tena rAj~nA mahAtmanA || 1|| sahasranAma ga~NgAyAH stotraM paramadurlabham | vada me devashArdUla bhaktAsmi satataM priyA || 2|| Ishvara uvAcha \- sAdhu sAdhu mahAdevi pR^iShTaM nAmAmR^itaM tvayA | guhyAdguhyataraM stotraM pravakShyAmi samAsataH || 3|| yasya smaraNamAtreNa naro vai shivatAM vrajet | paThanAllikhanAchchaiva pUjanAt kiM na jAyate || 4|| shlokamekaM paThitvApi ga~NgAyAH shatayojane | ga~NgAsnAnaphalaM sadyaH prApnuyAnnAtra saMshayaH || 5|| sahasranAmastotrasya bhagIrathaR^iShirmataH | Chando.anuShTup tathA khyAtaM ga~NgA vai devatA matA || 6|| sarvataH pApanAshArthaM sarvakAmArthasiddhaye | akShayasvargakAmAya viniyogaH prakIrtitaH || 7|| OM ga~NgA saridvarA viShNupAdAmbujajaniH parA | shivashekharasaMvAsA brahmaNaH kalashasthitA || 8|| AkAshagAminI bhadrA chaturAtmA pravAhinI | brahmarandhrasamudbhUtA brahmarandhranivAsinI || 9|| brahmarandhradharA devI sarvakAmArthadAyinI | brahmANDojhedanaparA parabrahmadharA parA || 10|| dravarUpadharA chaiva shivasa~NgamadAyinI | muktidA bhuktidAna~NgA shatrudAvAnalAtmikA || 11|| ana~NgA~NgI trimUrtishcha brahmANI kamalA sthitA | sarasvatI cha sAvitrI jayasenA jayAtmikA || 12|| jayabhadrA vaiShNavI cha chichChaktiH parameshvarI | trayI vedavadAnyA cha medinI bhedinI dharA || 13|| vedamUrtistrimUrtishcha devamUtirdayAparA | dAminI dAminIvAsA kulishA kulishapriyA || 14|| kulishA~NgI kulA~NgI cha kulanAthakuTumbinI | kulInA subhagA bhAgyA bhAgyagamyA yashomatI || 15|| kalA kalAdharadharA kalAdharashatapriyA | ShoDashI ShoDashArAdhyA ShoDhAnyAsasahAyinI || 16|| ShoDhA samAsavilayA ShoDhA~NgI kAlarUpiNI | kAlikA muNDamAlA cha kAlAnAM shatanAshinI || 17|| kAlA~NgI kAlanilayA kAlA kAleshvarI varA | shaivI mAyA shivA ruNDA chaNDamuNDa vinAshinI || 18|| chaNDATTahAsA durgamyA chaNDAnAM prItivarddhinA | chaNDeshvarI mahAprAj~nA prasAdhIH siddhidAyinI || 19|| lakShalAbhasya jananI shatalAbhA sureshvarI | kaumArI shaktiruddiShTA krauchadaityavinAshinI || 20|| tArakAsurahantrI cha tArakAmayagAminI | tArakasya parAshaktistArakANAM patipriyA || 21|| tArakeshaparA jyotsnA tAreshashatarUpiNI | nArAyaNI dayAsindhuH sindhUttaranivAsinI || 22|| sindhushreShThatamA bhAryA ratnadA ratnahAriNI | jalandharasya jananI jalandharavirUpiNI || 23|| kAmamAtA cha kAmaghnI ratirUpA shatapriyA | bhIShmamAtA mahAbhIShmA bhIShmANAM prItivarddhinI || 24|| jvAlA karAlI tu~NgeshI tu~NgashekharavAsinI | tu~NgeshvarasahAyA vadaryAshramavAsinI || 25|| shrIkShetranilayA chaiva dvArasthA dvArapAlinI | jAhnavI jahnatanayA nAgAlayanivAsinI || 26|| nAgAnAM jananI chaiva nAgaprItivirddhinI | nAgeshvarasahAyA cha kailAsanilayA tathA || 27|| mahAprabhA vareNyA cha vedamAtA vilAsinI | harasa~NgaratA chaiva haripAdaviniHsR^itA || 28|| aditishcha ditishchaiva kadrU cha vinatA tathA | surasA chAgnibhAryA cha ratnagarbhA vibhAvarI || 29|| shAradI vai chandrakalA nalakUbarasevitA | ariShTanemiduhitA nahuShA~NgaNavAsinI || 30| shantanorguhiNI bhavyA vasumAtA kR^ishodarI | matsyodarI surArAdhyA surANAM prItidAyinI || 31|| yamunA chandrabhAgA cha shatadrUH sarayUstathA | sarasvatI shubhAmodA nandanAdrinivAsinI || 32|| nandapriyA~NganilayA devatIrthanivAsinI | rudrANI rudrasAvitrI mahAbhairavanAdinI || 33|| bhairavI bhAShaNavarA bhR^igutu~NganivAsinI | kedArashikharAvAsA mahAvalayavAsinI || 34|| tu~NgabhadrA suSheNA cha mAndhAtR^ijayadAyinI | bhUtabhavyaparA sharvAkharvavargA nR^ipeshvarI || 35|| bhaviShyaj~nAnadA bhUtaj~nAnadA vartamAnadA | shukrasya jananI saumyA vyAsamAtA sureshvarI || 36|| dhArApAnadharA dhIrA dhairyadA shubhadAyinI | ka~NkaNA ka~NkaNaprakhyA shubhaka~NkaNadAyinI || 37|| ka~NkaNaiH pAtakaharA prabalA shatrunAshinI | smaratAM muktidA bhuktirUpA rUpavirjitA || 38|| devAnIkA devasevyA sevArUpaphalAmalA | kR^ittikA kArtikAvAsA kArtikasnAnadAyinI || 39|| puShkarA puShkarAvAsA puShpaprachayasundarI | munisevyA munirmenA mAnavAkAradhAriNI || 40|| mainAkashikharAvAsA kAshIpuranivAsinI | mahAprayAganilayA tIrtharAjaprasAdhinI || 41|| akShayA kShayarUpA saMsArakShayakAriNI | mR^igashIrShadharA mArgashIrShasnAnaphalapradA || 42|| puNyanakShatrarUpA cha pauShe.atIvaphalapradA | mAghI maghAyutA mAdhyA mAghasnAnanivAsinI || 43|| shrI pa~nchamI shriyorUpA ShaShTichAraNyasa.nj~nitA | achalA nishchalA jambUrjambUdvIpasahAyinI || 44|| bhIShmAShTamI bhIShmagarbhA bhIShmapa~nchakasevitA | ekAdashI dvAdashI cha puNyApuNyasahAyinI || 45|| puNyadA puNyanilayA puNyA~NgI chAruvAhinI | phAlgunI phAlgune sevyA holikA gandharUpiNI || 46|| hutAshanI maha devI santuShTA bhasmadhAriNI | vasantartususevyA cha vasantotsavadAyinI || 47|| chaitrI chitrA puShpagaNarUpA gaNeshvarI | makarandasvarUpA cha makarandanivAsinI || 48|| chaitrashuklapratipadA varShArambhakarA shubhA | mAdhavI mAdhavAgArA mAdhavaprItidAyinI || 49|| vishAkhA veNupApaghnI vaishAkhI bhAnusaptamI | vaishAkhasnAnashubhadA piNDAkaranivAsinI || 50|| tathAkShayatR^itIyA cha saktudAnashubhapradA | prapApuNyapradA chaiva nityasnAnavashIkR^itA || 51|| jyeShThA jyeShThasya mahatA dashapApapraNAshinI | nirjjalA rUpiNI chaiva tathAnalashayA matA || 52|| AShA.DhaI chArusarvA~NgI tathA harishayasthitA | shrAvaNI shravaNAnandA sarvasaukhyapradAyinI || 53|| bhadrA bhAdrapade sevyA janmA janmAShTamI tathA | dUrvApUjanasantuShTA bIjA~NkuranivAsinI || 54|| Ashvine sutarAM sevyA pitR^ibhaktipradAyinI | navamI kR^iShNapakShasya shuklapakShasya pUrNimA || 55|| navarAtrasahAyAM cha kAlarAtrirmahAShTamI | ashvinI bhaumavArasya shatarUpA hyayonijA || 56|| harasevyA harA~NgI cha haramandiragAminI | pramodA modasa~NkalpA nAnArUpA mahodarI || 57|| mahAnandapradAtrI cha nAnAla~NkAradhAriNI | ala~NkArapriyA chaiva nAnAtithisamAshrayA || 58|| timi~NgiladharA svachChA nAnAgrAvavidAriNI | gaNDashailavahA chaiva kAmadevadharAmbarA || 59|| sarvatIrthamayI sarvadevadAnavarUpiNI | kAshIprAntavahA tuchChapravAhA bhAranAshinI || 60|| bharaNI bhAraNA~NgI cha tathyAtathyapriyA satI | satInAM prathamaM gaNyA gaNyA sarvamayI prabhuH || 61|| dhIrddhAraNAvatI sarvajanasya hR^idi saMsthitA | sthitirUpA sthitidharA sthirA~NgI kamalapriyA || 62|| kushochChinnatarA chaiva durvA~NkuravirAjitA | tara~NgiNI shaivalinI tara~Ngashatasa~NkulA || 63|| mahAkachChapanilayA kachChapapR^iShThasaMsthitA | nAnAjantudharA proktA nAnAjantuvinAshinI || 64|| varShAkAlatarA saumyA vAtakallolakAriNI | tIrasthashavasa~nchChannA dhanyAnAM shavavAhinI || 65|| tara~NgashatashobhADhyA tara~NgashatamAlinI | svarnArIkuchakumbhasya ku~NkumAruNasundarI || 66|| nAnApuShpopahArA cha sukhasampattidAyinI | mandAkinI sarichChreShThA sarvadevavigAhinI || 67|| sarvalokamayI tandrA tantrashAstravinodinI | tantrI tantrasthitA vidyA mahAdevakuTumbinI || 68|| sarvashAstramayI nandA vAsaveshvarapAlinI | shachI pulomajA tu~NgA kashyapashya priyA matA || 69|| sR^iShTiH sR^iShTikR^idArAdhyA pralaye kAlarUpiNI | dvAdashAdityasadR^ishI prabhA trailokyadIpikA || 70|| trilokanilayA vedyA edarUpAghamadin | ?? maNiprachayasampUjyA madhyAhnArka nivAsinI || 71|| prabhAtAruNasarvA~NgI sarvakAmapradAyinI | prAtaH sandhyA tathA proktA sandhyA madhyAhnikI matA || 72|| sAyaM sandhyA tathA rAtrisandhyA timirarUpiNI | nishIthatArakA prakhyA vidyudrUpA mahotsavA || 73|| duHkhAnAM cha vihantrI cha nAnA duHkhanivAriNI | vinodinI sukallolA sAgarasvananiHsvanA || 74|| gambhIrAvartashobhADhyA gambhIragajagAminA | nAnApakShisamAkIrNA jalakukkuTashobhitA || 75|| jalajAruNasarvA~NgI sha~NkhavatkairavAmbarA | kundashvetA kundabhUShA shvetAmbaravirAjitA || 76|| rAjahaMsaparIvArA taTasthadrumashobhitA | drumAmbarA drumAvAsA vR^ihaddrumavidAriNI || 77|| padmalekhA padmasevyA padmA padmajapUjitA | lakShmI shyAmA varArohA varA~NgI bhuvaneshvarI || 78|| tArA shrIdanidA dhanyA dAnavAnAM vinAshinI | ChinnamastA cha nakShatrA yoginI yogasevitA || 79|| yogagamyA yogidharA yogiprItivirddhinI | yogamArgaratA sAdhyA sAdhakAbhIShTadAyinI || 80|| siddhidA siddhisaMsevyA siddhipUjyA sureshvarI | sAdhikA sAdhanA tuShTA sAdhakAnAM priya~NkarI || 81|| pradyumnasyaiva jananI pradyumnashatasundarI | pradyumnA~NgA supradyumnA varAbhayakarA tathA || 82|| varadA varasevyA cha varA~NgI varavarNinI | vanecharagaNAdhIshA vanecharajanapriyA || 83|| vanecharAndR^ishA hantrI vanecharamanaHpriyA | suravadA sukhasevyA cha subhAnAM shatasaMyutA || 84|| balabhadrasamAbhAsA balabhadrapriyA tathA | balArAdhyA balA vR^iShTibAlAnAM prItivarddhinI || 85|| rAmA rAmapriyA sAdhvI sItArAmasusevitA | ramaNIyA suramyA~NgI tathA shrIramaNapriyA || 86|| revatI raivate gamyA tathA raivatavAsinI | ratirUpadharA subhrarnAradI nAraderitA || 87|| mR^ida~NgashatasaMvAdyA mR^ida~NgashatapUjitA | paNavA paNavAkArA paNaveritashabdikA || 88|| nAnAvAditrakushalA vAditrashatashobhitA | rasasArA rasAkArA shatasArasashobhitA || 89|| sandhiH sandhisvarUpA cha sandhinirNayadIpikA | sandhisvarUpadurgamyA svarasandhisthitA priyA || 90|| shabdA shabdasvarUpA cha shabdashAstrapramodinI | yuShmadasmatsvarUpA cha kArakA kArakapriyA || 91|| shabdasandhisvarUpA cha taddhitapratyayA parA | dhAtuvAdaratA chaiva dhAtUnAM sandhirUpiNI || 92|| naiyyAyikI tarkavidyA tarkArAdhyA sutArkikA | chatuH pramANagamyA cha dravyarUpA guNeshvarI || 93|| karmaj~nA karmanilayA sAmAnyA samapUjitA | samavAyasthitA bhAvarUpA sarvapriya~NkarI || 94|| pa~nchavishatitattvaj~nA mImAMsakaratA tathA | mImAMsAshAstraniratA tathA mImAMsakapriyA || 95|| mImAMsAgamyarUpA cha karmabrahmaprachoditA | sA~NkhyA sA~NkhyaparA sa~NkhyA sA~NkhyasUtrapramodinI || 96|| prakR^itiH puruShAkArA bhinnAbhinnasvarUpiNI | sparshinI sparsharUpA cha sparshyA chumbakalohavat || 97|| pAta~njalidharAgamyA pata~njalimunipriyA | vedAntinI vedagamyA vedAntapratipAdinI || 98|| vedAntanilayA vedyA vedAntikajanapriyA | advaitarUpiNI chaiva advaitapravivAdinI || 99|| agamyAkAsharUpA cha sarvadehasvarUpiNI | vR^ithA sarvaprapa~nchA cha saMsArashatasa~NkulA || 100|| sasR^itirmarmaniratA dharmaniShThA purAvarA | dharmiShThA dharmaniratA dharmashAstraprabodhinI || 101|| yaj~nIyA yaj~navidyA cha yaj~nagamyA janAdhipA | ashvamedhAdiyaj~nAnAM jananI jAnakipriyA || 102|| yaj~nabhUmiryaj~nadevI yaj~nAnAM nAshakAriNI | yaj~navATasthitA yaj~nA havirdAtrI prabha~njinI || 103|| vAyvAhArA vAyusevyA shItavAtamanoharI | lalanA saralA pUrvA dakShiNA vAruNI tathA || 104|| kauverI cha tathA shaivI AgneyI naiR^itI tathA | mArutI nandinI chaiva nandanAraNyavAsinI || 105|| pAtAlanilayA saumyA bodhI buddhakulodbhavA | rAjanItirdaMNDanItistrayIvArtAparAyaNA || 106|| svAhA svadhA vaShaTkArA o~NkArasadR^ishI cha yA | nArikelapriyA khajjU priyA rogavinAshinI || 107|| jagadAdhArarUpA cha rUpeNApratimA tathA | bhadrakAlasvarUpA cha madhukaiTabhanAshinI || 108|| yogamAyA mahAmAyA nidrA tandrA pravAsinI | nityAnandasvarUpA cha sudhAmAtrA tridhAtmikA || 109|| niHprapa~nchA nirAdhArA kha~NgacharmadharA sarit | vanaukasArA savanA alakA chAmarAvatI || 110|| bhogA bhogavatI chaiva yamasaMyamanI kR^ipA | IrShyAsUyA tathA nindA titikShA kShAntirArjavam || 111|| durgA durgatamA durgavAsinI vAsavapriyA | chandrAnanA chandravatI tathA tripurasundarI || 112|| tripurA tripureshAnI tripureshI trinetrakA | nipuradhvaMsinI chitrA nityalkinnA bhageshvarI || 113|| shubhagA shubhagArAdhyA bhargapUjanatatparA | suvAsinyarchanaprItA suvAsAH sumanoharA || 114|| suprakAshA nirArAdhyA shobhanA shumbhanAshinI | rajoguNavinirmuktA nirmuktA muktidAyinI || 115|| niHprakAshA nirAdhArA sAdhArA guNasaMyutA | gambhIra vedinI saurI tapanI tapanapriyA || 116|| ambhojinI purArAtisevyA tu surabhiHsvarA | nAdinI sunadA nandI ambikA ambikeshvarI || 117|| rimAga~Ng ?? trivalinI trijihvA tritayAtmikA | trinandA tripriyA chaiva anasUyA trimAlinI || 118|| tripAdikA tritantrI cha tantrashAstrapramodinI | mantraj~nA mantranilayA mantrasAdhanatatparA || 119|| mantrANI mantrasubhagA mantrajApyajalA vibhuH | raktadantI raktatuNDA raktabIjavinAshinI || 120|| raktAmbaradharA raktA raktAkShI raktavarjitA | raktatR^iptA raktaharA raktasya vR^iddhidAyinI || 121|| haritAbhA haridrAbhA haridrAgandhapUjitA | haridvArasasampUjyA haridrA~NgI haritsthitA || 122|| pItAmbaradharAnantA pItagandhasuvAsinI | karburA~NgIkarburA cha karburAmbhaHprapUjitA || 123|| kanakAbhA shyAmarUpA kAmarUpadharA | kAmarUpasthitA vidyA kAmarUpanivAsinI || 124|| pIThagA pIThasampUjyA pIThasthA pIThavAsinI | svarNapIThAsanA pIThA sarvapIThaprapUjitA || 125|| rAjarAjeshvarI mAlA rAjarAjadhanAdhipA | kuberagR^ihasampachcha yaj~nagandharvasevitA || 126|| vidyAdharagaNAdhIshA vidyAdharaprapUjitA | yaj~navidyA devavidyA daityavidyA daityavidyA videhikA || 127|| shukramAtA shukrasevyA shukrahastagatA tathA | sa~njIvanAmR^itA vidyA kachagA kachasevitA || 128|| devayAnI cha sharmiShThA sharmadA sharmabhAvinI | surA sarpistathA mAdhvI madavihvalalochanA || 129|| sarvabhakShyA sarvagamyA sarvasvargapradAyinI | ChandomAtA pi~NgalAkShI sUtrapi~NgaladIpikA || 130|| vR^ittA vR^ittapriyA mandA pApAnAM shatamardinI | jagatI pR^ithvI AryA anuShTup triShTubuShNikA || 131|| sragdharA sragdharA chaiva mAlyA mAlyapriyA sudhIH | nirmamA niraha~NkArA nirmohA moharjitA || 132|| mohanAshakarA kAryA sarvakAryakarI matA | mohinI mohavalayA mahAvalayasundarI || 133|| sumerushikharAvAsA sumerugR^ihapUjitA | sumerumAlinI sundA sumukhI sumukhapriyA || 134|| vainAyikA vighnaharI duShTavighnakarIshvarI | muktAmbarA muktakeshI mattamAta~NgagAminI || 135|| jvAlAkarAlavadanA jvaranA~NgI jalodarI | jalapUritasarvA~NgI jaleshvaraprapUjitA || 136|| jaleshvarajanirjAyA jAlapA jAlashobhitA | vR^indA vR^indAdhipA vR^indasevikA vR^indavR^ikShikA || 137|| tvachA tvachAvihInA cha palvalA palvale sthitA | mInA mInasahAyA cha mInadhvajavirdinI || 138|| vaDishA vaDishAkArA dhIvarA dhIvarAtmajA | pArijAtaprasUnAbhA pArijAtaprapUritA || 139|| pArijAtataTApArA kAmadhenurviha~NgamA | bheruNDA garuDA gauDI guDanaivedyavAsinI || 140|| jAtamAtraharA jAtA jAtagamyA sujAtikA | kAlindI kAlatanayA kalA ShoDashikA tathA || 141|| dashamI vijayA nAma rAj~nAM vai jagadAyinI | yuddhashrIrvijayA nAma yuddhA~NgaNanivAsinI || 142|| mAMsaraktAshanA chaNDA prachaNDA shivavallabhA | shivadA mathurAvantI kA~nchI dvArAvatI tathA || 143|| saritpatipriyA shuddhA ga~NgAsAgarasa~NgamA | pradyumnapUjitA chachuchandrikA chaNDasundarI || 144|| champA champakapuShpAgrA champakAbhA suchailikA | cha~nchattara~NgA sarvAdyA sarvabrAhmaNapUjitA || 145|| brAhmaNI brAhmaNAkArA brAhmaNaiHshubhasaMvR^itA | yaj~nopavItinI viprA kumArI bR^ihadAnanA || 146|| bR^ihaspatiprapUjyA cha gurugIrgurutparA | guruprItirgurorvidyA gurupUjanatatparA || 147|| gurviNI gurugamyA cha gayAsuravinAshinI | pa~nchakroshI pa~nchahInA pa~nchamI pa~nchasundarI || 148|| paveShuH pa~nchanilayA pa~nchAsyA pa~nchamAtmikA | pa~nchapANDavamAtA cha kuntI kuntadharAkarA || 149|| tathA kuntalashobhADhyA pramathA pramathA tathA | svatantrakIrtI kAryaghnI dvitIyA karmasasthitA || 150|| tR^itIyA karaNe gamyA sampradAne chaturthikA | apAdAne pa~nchamI cha tathA sambandhaShaShThikA || 151|| saptamyadhikaraNAkhyA vibhaktivaradAturA | pratibandhasya jananI auShadhi vaidyajIvanI || 152|| harItakI cha shuNThI cha kaNA haMsapadI tathA | husenI hu.NkR^irtihu.NvA gaurAryA vR^iShabhAtmikA || 153|| gostanI nimnagA nimbA nAradAdibhira rchitA | reNukA reNutanayA rajonAshanatatparA || 154|| pAparAshiharA mantrI tathA nIrajashobhanA | jayA riktA suSheNA cha kedArapathagAminI || 155|| jalayantrAmarI kandA kandamUlaphalAshinI | pitR^imAtA pitR^ipUjyA pitR^iNAM svargadAyinI || 156|| bhagIrathakR^ipA sindhurbhavAnI bhavanAshinI | sAgarasvargadA chaiva sarvasaMsAragAminI || 157|| Ishvara uvAcha \- nAmnAM sahasramAkhyAnaM ga~NgAyaH sarvakAmadam | yastu vai paThate nityaM muktibhAgI bhavennaraH || 158|| putrArthI labhate putraM bhagIrathashamandrutam | vidyArthI labhate vidyAM vAchaspatisamo bhavet || 159|| shrAddhe shR^iNoti yo bhaktyA paThate vai samAhitaH | durgatA api pitaro muktiM gachChantyanAmayAH || 160|| tathA dashaharAyAM hi ga~NgAmadhye sthitaHpumAn | paThate pratyahaM devi tasya muktirna saMshayaH || 161|| iti shrI skandapurANAntargata kedArakhaNDato bhagIrathopAkhyAne ga~NgAvataraNe dvitIyo.adhyAyaH || 2 hindI bhAvArtha pArvatI ne kahA\-\- he mahAdeva ! bhaktoM kI prIti ko ba.DhAne vAle ! usa mahAtmA rAjA ne ga.ngA ke kauna se sahasra nAma kahe ? mujhe batAo | vaha stotra atyanta durlabha hai kintu he devashArdUla ! maiM tumhArI sarvadA bhakta hU.N tathA tuma mere priya ho || 1\-2|| Ishvara ne kahA\-he mahAdevi ! tuma dhanya ho | tumane to gupta se gupta amR^itasvarUpa nAmastotra ko pUChA | maiM sa.nkShepa meM hI kahU.NgA | jisa stotra ke smaraNa mAtra se manuShya shivatva ko prApta hotA hai usake pa.Dha ne, likhane aura pUjana se kyA nahIM ho sakatA ? ga.ngA se sau yojana dUra rahakara manuShya isa stotra kA eka shloka bhI pa.Dha kara ga.ngAsnAna ke phala ko tatkShaNa prApta kara letA hai, isameM koI sandeha nahIm | isa sahasranAmastotra ke R^iShi bhagIratha kahe gae hai.n | isakA Chanda anuShTupa hai aura devatA ga.ngA , samasta pApoM ko naShTa karane ke lie, sakala kAmoM kI siddhi ke liye aura akShaya svarga\-prApti ke lie isakA viniyoga hai || 3\-7|| (aba nAmAvalI kahate haiM) jo ga.ngA, nadiyoM meM shreShTha, viShNu ke charaNakamaloM se utpanna, sha.nkara kI jaTA meM nivAsa karane vAlI, brahmA ke kamaNDalu meM rahane vAlI, AkAsha mArga se jAne vAlI, bhadrA, chAra pravAhoM meM vibhakta, brahmarandhra se utpanna, brahmarandhra meM rahane vAlI, brahmANDa ke udbhedana meM tatpara aura parabrahma ko dhAraNa karane vAlI hai | jo dravarUpa ko dhAraNa kie huI hai aura shivasa.ngama ko dene vAlI hai | mukti dene vAlI, bhakti dene vAlI tathA ana.ngA hai. jise ana.ngA.NgI, trimUrti, brahmANI, kamalA, sarasvatI, sAvitrI jayasenA tathA jayAtmikA kahate hai.n | jo jayabhadrA, vaiShNavI, chitshakti, parameshvarI, trayI, vedavandita, medinI, bhedinI ko dhAraNa karane vAlI, vedamUrti trimUrti, devamUrti, dayAparA, dAminI, dAminI ke samAna vastra vAlI, kulishA, kulishapriyA, kulishA.ngI, kulA.ngI, kulInA, bhAgyA, bhAgyagamyA, yashomatI tathA kulanAtha\-kuTumbinI hai | jise kalA, kalAdhara ko dhAraNa karane vAlI, kalAdharashatapriyA, ShoDashI, ShoDashArAdhyA (solaha vidhiyoM se pUjita) , ChaH nyAsa meM sahAyinI ShoDhAsamAsanilayA, ShoDhA.ngI, kAlarUpiNI, kAlikA, muNDamAlA, shatakAloM ko naShTa karane vAlI, kAlA.ngI, kAlI, kAleshvarI, shaivI, mAyA, shivA, ruNDA, chaNDamuNDa ko naShTa karane vAlI, chaNDa aTTahAsa karane vAlI, durgamya, chaNDoM kI prIti ko ba.DhAne vAlI, chaNDeshvarI, mahAprAj~nA, ArAdhanA karane para siddhi dene vAlI, lakShalAbha ko utpanna karane vAlI, shatalAbhA, sureshvarI, kaumArI, shakti, uddiShTA, krau.ncha\- daitya\-vinAshinI kahate hai.n || 8\-20|| jo tAraka rAkShasa ko mArane vAlI, tArakAmayagAmino, tArakoM kI dUsarI shakti, patipriyA, tArakeshaparA, jyotsnA, shatachandrasvarUpiNI, nArAyaNI, dayAsindhu, sindhu ke uttara meM rahane vAlI, sindhu se shreShThatama, bhAryA, ratna ko dene vAlI, ratna kA haraNa karane vAlI, jalandhara kI jananI, jalandhara ko virUpa karane vAlI, kAma kI mAtA, kAma ko naShTa karane vAlI, ratirUpA, shatapriyA, bhIShma kI mAtA, mahAbhIShmA, bhIShmoM kI prIti ba.DhAne vAlI, jvAlA, karAlI, tu.ngeshI, uchcha shikhara para rahane vAlI, tu.ngeshvarasahAyA tathA badarikAshrama meM rahane vAlI hai.n || 21\-25|| jise shrIkShetra meM rahane vAlI, dvArasthA, dvArapAlinI, jAhnavI, jahnu tanayA, nAgaloka meM rahane vAlI, nAgoM kI jananI, nAgoM kI prIti ko ba.DhAne vAlI, nAgeshvarasahAyA, kailAsha meM rahane vAlI, mahAprabhA, vareNyA, vedamAtA, vilAsinI, sha.nkara ke sAtha Anandita, haricharaNoM se nikalI huI, aditi, diti, kadrU, vinatA, surasA, agnigarbhA, ratnagarbhA, vibhAvarI, shAradIyachandrakalA, nalakUbara se sevita, ariShTanemi kI kanyA tathA nahuSha ke A.Ngana meM rahane vAlI kahate hai.n | jo shAntanu kI gR^ihiNI, bhavyA, vasumAtA, kR^ishodarI, matsyodarI, devatAoM se ArAdhya, devatAoM ko prIti dene vAlI, yamunA, chandrabhAgA,shatadru, sarayU, sarasvatI, shubhAmodA, nandana parvata para rahane vAlI, nandapriyA ke a.nga meM rahane vAlI, devatIrtha meM rahane vAlI, rudrANI, rudrasAvitrI, mahAbhairavanAda karane vAlI, bhairavI, bhIShaNa vara ko dene vAlI, bhR^igu ke uchcha shikhara para rahane vAlI, kedAra ke shikharoM para rahane vAlI, mahAvalayavAsinI, tu.ngabhadrA, suSheNA, mAndhAtA ko jaya dene vAlI, bhUtabhavyaparA, sharvA, akharvagarvA tathA nR^ipeshvarI hai || 26\-35|| jise bhaviShya ko batAne vAlI, bhUta batAne vAlI, vartamAna batAne vAlI, shukra kI jananI, saumyA, vyAsamAtA, sureshvarI dhArApAnadharA, dhIrA, dhairya dene vAlI, shubha dene vAlI, ka.nkaNA, ka.nkaNasadR^ishA, shubha ka.nkaNa dene vAlI, ka.nkaNoM se pAtakoM ko naShTa karane vAlI, prabala shatruoM ko naShTa karane vAlI, smaraNa karate hI mukti\-bhukti dene vAlI, rUparahita, devatAoM kI senA svarUpa, devasevyA, sevArUpaphalAmalA; kR^ittikA, kArttikAvAsA, kArttika\-snAna ko dene vAlI puShkarA, puShkArAvAsA | puShpaprachaya se sundara, muniyoM se sevya, muniyoM se mAnanIya, tathA mAnava sharIra ko dhAraNa karane vAlI kahate hai.n || 36\-40|| jo mainnAka shikhara para rahane vAlI, kAshIpura meM rahane vAlI, mahAprayAga meM nivAsa karane vAlI, tIrtharAja kI sevA karane vAlI, akShayA, kShaya\-rUpA, saMsAra kA kShaya karane vAlI, mR^igashIrShadharA, mArgashIrSha meM snAna kA phala dene vAlI, puShya nakShatra svarUpa, pauSha mAsa meM atyanta phala dene vAlI, mAghI, maghAyutA, mAdhyA mAghasnAna meM rahane vAlI, shrI pa.nchamI ko shobhAsvarUpa, ShaShTichAraNya nAmavAlI, achalA, nishchalA jambU, jambUdvIpa kI sahAyatA karane vAlI, bhIShmAShTamI, bhIShmagarbhA, bhIShma pa.nchaka se sevita, ekAdashI, dvAdashI, puNya aura apuNya meM sahAyatA karane vAlI, puNyadA, puNya meM rahane vAlI, puNyA.ngI, sundara vAhana vAlI, phAlgunI, phAlguna meM sevanIya, holikA tathA gandharUpiNI hai || 41\-46|| jise hutAshanI, mahAdevI, santuShTa, bhasma ko dhAraNa karane vAlo, vasanta R^itu meM sevanIya, vasantotsava dene vAlI chaitrI, chitrA, puShpagaNa rUpa, gaNeshvarI, makaranda svarUpa, makaranda meM rahane vAlI, varShArambha karane vAlI chaitra\-shukla pratipadA, mAdhava kI prIti dene vAlI, mAdhava svarUpa, mAdhavI, vishAkhA, veNu pApaghnI, vaishAkhI sUrya saptamI, piNDoM ke samUha meM rahakara shubha vaishAkhasnAna dene vAlI kahate hai.n || 47\-50|| jo shubha saktudAna kA phala dene vAlI akShaya tR^itIyA, nityasnAna se vashIkR^ita ho puNya dene vAlI, jyeShThA, jyeShTha ke dasa pApoM ko naShTa karane vAlI nirjalA svarUpa, agnisvarUpa, AShADhI, chArusarvA.ngI, harishayana karane vAlI, shravaNa ko Ananda dene vAlI tathA sarvasaukhya dene vAlI shrAvaNI bhadrA, bhAdrapada meM sevya, janmAShTamI, dUrvApUjana se santuShTa, bIjA.nkura meM rahane vAlI, Ashvina meM bhalI prakAra sevanIya, kR^iShNapakSha kI navamI tathA shuklapakSha kI pUrNimA, navarAtra meM sahAyatA karane vAlI, kAlarAtrI, mahAShTamI, ma.ngalavAra kA ashvinI nakShatra svarUpa, shatarUpA, yoni se anutpanna hai.n || 51\-56|| jise harasevya, harA.ngI, hara\-mandira meM jAne vAlI, pramodA, modasa.nkalpA, nAnArUpA, mahodarI, mahAna Ananda dene vAlI, aneka ala.nkAra dAna karane vAlI, ala.nkArapriyA, aneka tithiyoM meM rahane vAlI, timi Adi jala\-jantuoM ko dhAraNa karane vAlI, aneka chaTTAnoM ko pho.Dane vAlI, ba.Dae\-ba.Dae parvata ke Tuka.DaoM ko bahAne vAlI, AkAshagAminI, sarvatIrthamayI, saba deva aura dAnava svarUpiNI, kAshI meM prAtaHkAla bahane vAlI, tuchChapravAhA, aura bhAranAshinI kahate hai.n || 57\-60|| jo bharaNI, bhAraNA.ngI, tathya tathA atathya ko priya samajhane vAlI, satI, satiyoM meM prathama gaNanIya, sarvamayI, prabhu, buddhi ko dhAraNa karane vAlI, saba logoM ke hR^idaya meM sthita, sthiti rUpa, sthitidharA, sthirA.ngI, kamalapriyA, kushoM se uchChinna taTa vAlI, dUrvAkuroM se virAjita, tara.ngiNI, sevAra se yukta, saika.DaoM tara.ngoM se vyAkula, mahAkachChapa para rahane vAlI,kachChapa ke pR^iShTha para baiThI huI aneka jantuoM ko dhAraNa karane vAlI, aneka jantuoM ko naShTa karane vAlI, varShA kAla meM saumya, vAyu se kallola karane vAlI, kinAre ke pretoM se AvR^ita tathA anya logoM ke preta ko Dhone vAlI hai || 61\-65|| jise saika.DaoM tara.ngoM kI shobhA se yukta, saika.DaoM tara.nga mAlAoM se shobhita, svargIya striyoM ke stana\-kumbha ke kumakuma se aruNa hone ke kAraNa sundara, aneka puShpopahAroM se yukta, sukha\-sampatti ko dene vAlI, mandAkinI, nadiyoM meM shreShTha, saba devoM ne jisameM snAna kiyA hai, sarvalokamayI, tandrA, tantra shAstra se binoda karane vAlI, tantrI, tantrasthitA, vidyA, mahAdeva kI kuTumbinI (strI), sarvashAstramayI, nandA vAsaveshvarapAlinI, shachI, pulomajA, tu.ngA, kashyapa kI priyA, saShTi, sR^iShTikartA se ArAdhya, pralaya meM kAlasvarUpa aura dvAdasha sUryoM ke samAna trailokya ko prakAshita karane vAlI prabhA ke sahita kahate hai.n || 66\-70|| jo trailokya meM rahane vAlI, jAnane yogya, veda svarUpa, pApoM ko naShTa karane vAlI, maNiyoM ke samUha se pUjanIya, madhyAhna ke sUrya meM rahane vAlI, prabhAta kAla meM sarvAga se aruNa, sarva kAma ko dene vAlI, prAtaH\-sandhyA svarUpa,madhyAhna\-sandhyA svarUpa, sAyaM sandhyA svarUpa, abhisandhyA svarUpa, andhakAra svarUpiNI, rAtri meM tArakA svarUpa, vidyut svarUpa, mahotsava svarUpa, duHkhoM ko naShTa karane vAlI, aneka prakAra ke duHkhoM kA nivAraNa karane vAlI, vinodinI, atyanta kallola karane vAlI, samudra kI AvAja kI taraha AvAja karane vAlI, gahare bhaMvaroM kI shobhA se yukta, gajavat gambhIragAminI aneka pakShiyoM se yukta tathA jalamurgoM se sushobhita hai.n || 71\-75|| jise lAla kamala kI taraha sharIravAlI, sha.nkha kI taraha svachCha vastra vAlI, kunda ke phUla kI taraha shveta, shvetavastra se shobhita, rAjahaMsa ke parivAra vAlI; taTasthadrumoM se shobhita, drumAvAsA, ba.Dae\-ba.Dae pe.DaoM ko naShTa kara dene vAlI, padmalekhA, padmasevyA, padmA, brahmA se pUjita, lakShmI, shyAmA, varArohA varA.ngI, bhuvaneshvarI, tArA, shrI, dAna denevAlI, dhanyA, rAkShasoM ko naShTa karane vAlI, jinakA asta kabhI nahIM hotA aise nakShatra\-svarUpa, yogasevitA, yoga se prApta hone vAlI, yogiyoM kI prIti ko ba.DhAne vAlI, yogamArga meM rata, sAdhyA aura sAdhaka ko abhIShTa dene vAlI kahate hai.n || 76\-80|| jo siddhi dene vAlI, siddhiyoM se sevita, siddhI se pUjya, sureshvarI, sAdhikA, sAdhanA, santuShTa, sAdhakoM kA priya karane vAlI, pradyumna kI jananI, sau pradyumnoM ke samAna sundara, pradyumna ke samAna sharIravAlI, hAthoM meM vara tathA abhaya mudrA rakhane vAlI, vara denevAlI, varA.ngI varasevyA, achChe varNa vAlI, vanecharagaNoM kI svAminI, vanechara logoM ko priya vanecharoM ko dR^iShTi se mArane vAlI, vanecharoM ko mana se priya, sukha dene vAlI, sukhasevyA, saika.DaoM shubhoM se yukta,balabhadra ke samAna bhAsita hone vAlI, balabhadra kI priyA, baladeva kI ArAdhya devatA, balA aura vR^iShNi vaMsha kI kanyAoM kI prIti ba.DhAne vAlI hai.n || 81\-85|| jise rAmA, rAmapriyA, sAdhvI, sItA ke smaraNa se susevita, ramaNIya, suramyA.ngI, shrIramaNapriyA, revatI, raivata parvata para prApya, raivata parvata para rahane vAlI, rati rUpa ko dhAraNa kI huI, subhrU , nAradI, nArada se prerita, saika.DaoM mR^ida.ngoM se saMvAdya, saika.DaoM mR^ida.ngoM se pUjita, paNavA, Dhola ke samAna AkAra vAlI, Dhola se prerita hai shabda jisakA, aneka vAdyoM meM kushala, saika.DaoM vAdyoM se shobhita, rasasArA, rasAkArA, saika.DaoM sArasa pakShiyoM se shobhita, sandhi, sandhisvarUpA, sandhinirNaya kI dIpikA, sandhi svarUpa ke kAraNa durgama, svara sandhi meM sthita tathA priya kahate hai.n || 86\-90|| jo shabdA, shabdasvarUpA, vyAkaraNa meM pramoda karane vAlI, yuShmad asmatsvarUpA, kAraka svarUpa, kArakapriya, shabdasandhi svarUpa, taddhita pratyaya svarUpa, dhAtuvAda meM ra kta, dhAtuoM kI sandhisvarUpa, naiyyAyikI, tarkavidyA, tarka se ArAdhya, sutArkika, chAra pramANoM se gamya, dravyarUpa guNeshvarI, karmaj~nA, karma meM vAsa karane vAlo, sAmAnya, samapUjita, samavAya meM sthita, bhAvarUpa, sabakA priya karane vAlI, pa.nchaviMshati tattvoM ko jAnane vAlI, mImAMsakoM para prema rakhane vAlI, mImAMsAshAstra meM rata tathA mImAMsAkoM ko priya hai.n || 91\-95|| jise mImAMsAgamyarUpA, karmabrahma se prerita, sA.nkhyA, sA.nkhyaparA, sa.nkhyA, sA.nkhya sUtroM se prasanna hone vAlI, prakR^iti, puruShAkArA, bhinna tathA abhinna svarUpa vAlI, sparshinI, sparsha rUpa, chumbaka lauha kI taraha sparshya, pata.njali ko dhAraNa karane vAlI, pata.njali muni ko priya, vedAntinI, vedagamyA, vedAnta kA pratipAdana karane vAlI, vedAnta nilayA, vedyA, vedAnti janoM kI priya, advaitarUpiNI, advaita kI preraNA karane vAlI, agamyA, AkAsha rUpa ko dhAraNa kI huI, sabake sharIra meM vartamAna, sarva prapa.ncha ko vR^ithA batAne vAlI tathA saika.DaoM saMsAroM se yukta kahate hai.n || 96\-100|| jo saMsR^iti, marma meM nirata, dharmaniShTha, purA, avarA dharmiShTha, dharmanirata, dharmashAstra kA bodha karAne vAlI, yaj~nIya, yaj~na vidyA, yaj~nagamya, janAdhipa, ashvamedhAdi yaj~noM kI jananI, jAnakI kI priya, yaj~nabhUmi, yaj~nadevI, yaj~noM kA nAsha karane vAlI, yaj~na ke mArga para sthita, yaj~nA, havi ko dene vAlI, prabha.njinI, vAyu bhakShaNa karane vAlI, vAyusevyA, shItavAta se manohara, lalanA, saralA, pUrvA, dakShiNA, vAruNI, kauverI, shailI, AgneyI, nairR^itI, mArutI, nandinI tathA nandanAraNya meM rahane vAlI hai.n || 101\-105|| jise pAtAlanilayA, saumya, bodhI, buddhakula meM utpanna, rAjanIti, daNDanIti, trayIvArtAparAyaNa, svAhA, svadhA, vaShaTkArasvarUpa, o.nkArasadR^isha, nArikelapriya, kharjUpriya, rogavinAshinI, jagadAdhArarUpa, svarUpa se apratima, bhadrakAla svarUpa, madhukaiTabha nAmaka daitya ko naShTa karane vAlI, yogamAyA, mahAmAyA nidrA, tandrA, pravAsinI, nityAnandasvarUpa, sudhAmAtrA, tridhAbhUta, prapa~ncha rahita, nirAdhAra, charmakhaDga ko dhAraNa karane vAlI nadI, vana meM rahane vAlI, vana meM nR^itya karane vAlI, alakA tathA amarAvatI kahate hai.n || 106\-11|| jo bhogA, bhogavatI, kR^ipA, yama kA saMyamana karane vAlI, IrShyA, asUyA, nindA, titikShA, shAnti, Arjava,durgA, durgatamA, durgavAsinI, vAsava priya, chandrAnanA, chandravatI, tripurasundarI, tripurA, tripura kI svAminI, tripureshI, trinetraka, tripura kA dhvaMsa karane vAlI, chitrA nityaklinna, bhageshvarI, shubhagauM, shubhagoM se ArAdhya, sha.nkara ki pUjA meM tatpara, suvAsiniyoM kI pUjA se prasanna hone vAlI, sugandha yukta, sumanohara, suprakAshA, devatAoM se ArAdhya, shobhanA, shambhu ko naShTa karane vAlI, rajo guNa se mukta, nirmukta tathA mukti dene vAlI hai.n || 111\-115|| jise niHprakAsha, nirAdhAra, sAdhAra, guNasaMyutA, gambhIravedinI, saurI, tapanI, tapanakriyA, ambhojinI, purArAtisevya surabhiHsvarA, nAdinI, sunadA, nandI, ambikA ambikeshvarI, trimArgagA, trivalinI, trijihvA, tritayAtmikA, trinandA, tripriyA, anasUyA, trimAlinI, tripAdikA, tritantrI, tantrashAstra se Anandita hone vAlI, mantraj~na, mantranilaya, mantrasAdhana meM tatpara, mantrANI, mantrasubhaga, mantra se utpanna hone para bhI jala rahita, vibhu, lAla dA.Nta vAlI, lAla muMha vAlI tathA raktabIja ko naShTa karane vAlI kahate hai.n || 116\-120|| jo rakta vastra dhAraNa karane vAlI, raktarUpA, raktanetrA, raktavarjitA, rakta se tR^ipta hone vAlI, raktaharA, rakta ko ba.DhAne vAlI, harita varNa kI shobhA se yukta haridrA ke varNa ke samAna chamakane vAlI, haridrA ke gandha se pUjita, haridrA ke rasa se pUjita hone yogya, haridrA kI taraha a.nga vAlI, dishAoM meM vartamAna, pItAmbara ko dhAraNa kI huI ananta, pItagandha se suvAsita, vividha varNa ke sharIra vAlI, karbUrA, chitra\-vichitra varNa vAle jala se pUjita, kanakAbhA, shyAmarUpA, kAmarUpa ko dhAraNa kI huI, kAma rUpa meM sthita, kAmarUpanivAsinI, vidyA, pIThagA, pIThasampUjya, pIThasthA, pIThavAsinI, svarNapITha para baiThI huI aura sarva pIThoM se pUjita mukhya pITha ke samAna hai.n || 121\-125|| jise rAjarAjeshvarI, mAlA, rAjarAjadhanAdhipA, kubera ke gR^iha kI sampatti, yakSha tathA gandharvo se sevita, vidyAdhara gaNoM kI svAminI, vidyAdharoM se pUjita, sharIrarahita, yakShavidyA, devavidyA, daitya vidyA, shukramAtA, shukra se sevita, shukra hastagata, sa.njIvana karane vAlI amR^ita vidyA, kachagA, kacha se sevita, devayAnI, sharmiShThA, sharmadA, sharmabhAvinI, surA, sarpiSha (ghR^ita svarUpa) mAdhvI, mada se vihvala nayana yukta, sarvabhakShyA, sarvagamyA, saba ko svarga dene vAlI, ChandoM kI mAtA, pi.ngala (ChandashAstra) svarUpa netra vAlI tathA pi.ngala sUtroM ko prakAshita karane vAlI kahate hai.n || 126\-130|| jo vR^ittA, vR^ittapriyA, manda, sau pApoM ko naShTa karane vAlI, jagatI, pR^ithvI, AryA, anuShTup, triShTup, uShNikA, sragdharA, (mAlA ko dhAraNa kI huI) sragdharA (ChandaH svarUpa) mAlyA, mAlyapriyA, nirmama, niraha.nkArA, nirmoha, mohavajita, moha kA nAsha karane vAlI, kAryasvarUpa, saba kAryoM ko karane vAlI, mohinI, mohavalaya yukta, mahAna valaya se sundara, sumeru ke shikhara para rahane vAlI, sumeru gR^iha meM pUjita, sumeru, mAlinI, sundA, sumukhI, sumukhapriya, vainAyakI, vighnaharI; duShToM ke lie vighna karane vAlI motiyoM ke samAna svachChavastra yukta, muktakeshI tathA matta hAthI kI taraha chalane vAlI hai.n || 131\-135|| jise jvAlA, karAla mukha vAlI, jvalanA.ngI, jalodarI, jalapUrita sarvA.nga vAlI, jaleshvara (varuNa) se pUjita, jaleshvara se utpanna strI svarUpa, jAlapA, jAlashobhita, vR^inda, vR^indAdhipA, vR^indA (deva samUha) ko sevikA, aneka vR^ikShoM se yukta, tvak vihIna, palvala (ChoTA tAlAba) palvala svarUpa, palvala meM sthita, mInA, mInasahAyA, mInadhvaja ko naShTa karane vAlI, va.DaishA, va.Daisha ke samAnasvarUpa vAlI, dhIvara svarUpa dhIvarAtmajA, pArijAta ke phUloM kI taraha AbhA vAlI, pArijAta se pUrita, donoM taToM para pArijAta ke vR^ikShoM se shobhita, kAmadhenu svarUpa, AkAsha meM gamana karane vAlI (viha.ngamA) bheruNDA, garuDA, gauDI, tathA gu.Da ke naivedya se santuShTa hone vAlI kahate hai.n || 136\-140|| jo utpanna hote hI haraNa kI gaI, jAtagamyA, sujAtikA, kAlindI, kAlatanayA, ShoDashikA, kalA, rAjAoM ko jaya dene vAlI, vijayA dashamI, yuddhA.ngaNa meM bahane vAlI, vijayA nAma kI yuddhashrI, mAMsa\-rakta ko khAne vAlI shivapriyA, prachaNDA, shiva ko prApta karAne vAlI, mathurA, avantI, kA.nchI tathA dvArAvatI svarUpa, saritpati (samudra) kI priyA, ga.ngAsAgara se milI huI, pradyumna se pUjita, cha.nchuchandrikA, chaNDasundarI, champA, champaka puShpa ke agra bhAga para rahane vAlI, champaka kI taraha AbhA vAlI, sundara vastroM se shobhita, cha.nchala tara.ngo se yukta, prANimAtra meM prathama tathA saba brAhmaNoM se pUjita hai.n || 141\-145|| jise brAhmaNI, brAhmaNAkArA, brAhmaNoM se ghirI huI, yaj~nopavIta ko dhAraNa kI huI, vipra svarUpa, kumArI, bR^ihad mukha vAlI, bR^ihaspati se pUjya, guruvANI svarUpa, guru kArya meM tatpara, guruprIti svarUpa, guruvidyA svarUpa, gurupUjana meM tatpara, gurupatnIsvarUpa, gurugamya, gayAsura ko naShTa karane vAlI, pa.nchakoshI, pa.nchahIna, pa.nchamI, pa.nchasundarI, pa.ncheShu, pa.nchanilayA, pA.Ncha mukha vAlI, pa.nchamAtmikA, pA.nchoM pANDavoM kI mAtA kuntI kunta (bhAle) ko hAtha meM lI huI, kuntala (kesha)se shobhita pramathA, svatantra karane vAlI, kArya ko naShTa karane vAlI, karma meM sthita dvitIyA kahate hai.n || 146\-150|| jo karaNa (sAdhana) meM prApta hone vAlI tR^itIyA, sampradAna meM chaturthI, apAdAna meM pa.nchamI, sambandha meM ShaShThI, adhikaraNa meM saptamI vibhakti rUpa, vara dene ke lie Atura, roga kA pratibandha karane vAloM kI mAtA, vaidyoM kA jIvana dene vAlI auShadhi, harItakI (hare) , shuNThI (soNTha) , haMsapadI, kaNA, husenI, hu.nkR^iti, huMvA, go, AryA, vR^iShabha svarUpa, gostanI, nimnagA, nimbA, nAradAdikoM se pUjita, reNukA, reNutanayA rajoguNa ko naShTa karane meM tatpara, pAparAshi ko naShTa karane vAlI mantrayukta kamaloM se shobhita jayA, riktA, suSheNA, tathA kedAra yukta (kIcha.Da) mArga se chalane vAlI hai.n || 151\-155|| jise jalayantra kI devatA, kandA, kandamUla tathA phala khAne vAlI pitR^imAtA, pitR^ipUjya, pitaroM ko svarga dene vAlI, bhagIratha kI kR^ipA svarUpa, sindhu, bhavAnI, bhava (saMsAra) ko naShTa karane vAlI, sagara ke putroM ko svarga dene vAlI tathA sampUrNa saMsAra meM gamana karane vAlI kahate hai.n || 156\- || Ishvara ne kahA\-ichChita phala ko dene vAle ga.ngA ke sahasra nAma mainne tumheM batAye | isakA jo nitya pATha karatA haiM vaha avashya hI mukta ho jAtA hai | putra kI ichChA karane vAle ko shIghra hI bhagIratha ke samAna putra prApta hotA hai.n | vidyArthI vidyA ko prApta karatA hai aura bR^ihaspati ke samAna ho jAtA hai | shrAddha ke samaya jo manuShya sthira chitta se ise pa.DhatA athavA sunatA hai, usake atyanta durgati meM prApta hue bhI pitara pAparahita hokara svarga meM chale jAte hai.n || isI prakAra dashahare meM (jyeShTha shu0 pratipadA se 10 taka) jo manuShya ga.ngAjala meM kha.DA hokara isa sahasranAma kA pATha pratidina karatA hai usakI nishchita hI mukti ho jAtI hai.n || 158\-161|| shrI skanda purANAntargata kedAra khaNDa se bhagIrathopAkhyAna ke ga.ngAvataraNa meM ga.ngAsahasranAma nAmaka dvitIya adhyAya samApta | 2| ## Proofread by Rajesh Thyagarajan \medskip\hrule\obeylines Please send corrections to sanskrit at cheerful dot c om Last updated \today https://sanskritdocuments.org \end{document}